Thanks for Visiting here

Learn Arduino: How to use Flex Sensor With Arduino Uno
About Tutorial: Hello Dosto aj ke is post me hmlog yah dekhne wale hai ki Arduino ke sath flex sensor ko kaise use kar sakte hai, use sath me iske jude ek simple sa project bhi krne wale hai, To Chalo sikhna start krne ja rahe hai jiska title Flex sensor with Arduino Uno.
![]() |
Flex sensor With Arduino Uno |
Flex Sensor : Arduino ke sath programing sikhne se pahle hmlog ko yah jan lena jaruri hai ki akhir flex sensor hota kya hai, aur flex sensor work kaise krta hai to abhi hmlog wahi dekhne wale hai ki flex sensor kam kaise krta hai aur wo kya hota hai.
Flex sensor Ek variable resistor hota hai jiska man Flex sensor ko bend krne se badhta aur ghata hai. flex sensor ka jada use robotics hand banane ke liye krte hai.
![]() |
Flex Sensor |
Wiring of Flex Sensor With Arduino :
Ab hmlog jan chuke hai ki flex sensor kya hota hai aur usko kaha kaha use kar skte hai. ab hmlog flex sensor ko Arduino ke sath wiring krne walle hai.
![]() |
Flex Sensor Wiring with Arduino |
Flex Sensor | Arduino Uno |
1 pin | 5v |
2 pin | GND |
2 pin | A0 |
Flex Sensro Coding :
int flex=A0;
int value;
void setup()
{
pinMode(flex,INPUT);
Serial.begin(9600);
}
void loop()
{
value=analogRead(flex);
Serial.print("flex value=");
Serial.println(value);
}
😊Thanks For Reading 😊
Agr Apko ye post achha laga hot 👇👇👇👇 Niche Nice Post Jarur Comment kre
Thanks for comment